Sarifa garm aab o hawa ka phal hai jis mein beshumar fhawed chhupa hai.
Mohammed shamim Hossain
Kolkata
Sharifa ke fhawaid
Sharifah garm aab o hawa ka phal hai ise Hindi Zubaan mein hum Sita phal jab ke angreji juban mein sugar-apple ya custard apple kahate Hain .agar cha ise khana dushwar hai lekin is chhote se fal mein kudrat ne beshumar fawed chhupa rakhe hain .yah phal Apne andar sehat ka khazana samo hue hai .
sharifa mein munasib miqdar main anti oxidants ,vitamin c , vitamin B6, calcium ,magnesium aur iron vagaira paye jaate Hain
Magnesium ke faide
.magnesium se bharpur yah fal isliye hai kyunki ismein maujud magnesium jis mein pani ka balance badhata hai .aur Jorroan ki dard o acidity ka khatma karta hai. jisse a joint pain mein bahut kami ajati hai.
Kudrati fayede
Pathoon ki bimari se bachne ke liye sarifa ek Nayab tohfa hai Kudrat ki taraf se. is phal ka kasrat se istemal Pathoon ki kamjori Dur karne mein main Maadad gar sabit hota hai aur ismein paye Jane Wale ajaza jis mein Sartan ( cancer) ke cells ko failne se rokata hai .
Vitamin B6 ,aur sharifa
ismein vitamin B6 bhi paya jata hai. jiski Kami se chirchira pan nahi hoti hai .
lihaja is phal ka istemal depression aur tanav Dur karta hai is phal mein calcium bharpur meqdar mein paye jaate Hain.
Blood pressure cantrol
calcium ki vajah se Danton ki taklif khatm ho jaate Hain. Sodium aur potassium ki makdar se l buland fishar khoon yani blood pressure control karti hai.
Diabetes aur Sita phal
Diabetes ke marijon mein yah phal bahut karamad hai .
Sharifa mein maujud fibres diabetes se bachav karti hai.
jab ke iron ki maujoodgi dudh pilane wali Maa ke liye bhi yah phal behad sood mand hai. iske alava Sita phal yani sarifa ek Aisa phal hai jo Jigar ke bimari aur bhulne ki bimari se hamen bachata hai aur bacteria aur infection se ladne mein bhi kafi madad praham karta hai .
yah phal jyadatar thand ke Mausam mein paye jaate Hain.